10. Jahan chah waha rah
Mein Se Hum Tak, Along Her Books Jahan cha waha rah J ab 10 saal ki thi woh ek nanhi si Gudiya, dekha tha ek khwab bahut bada aur badhiya. K hwab tha bas apne naam ke aage ek aur naam lagana, ‘JD‘ se “Dr. JD“ ban jana, T hi who har apne us guru ki abhar i, Jinhone sikhaya use chalana zindagi ki gadi K hwab dikhya tha unhone har padaw pe, payo ge use lagan, mehnat aur lagav se. H ar kadam pe hosla dost aur duniya badhati thi, par asli himmat toh apne andhar se hi aati thi. Z indagi hamesha waise nahi chalti jaise hum chahate hai, rah me kabhi pathar toh kabhi pahad aa jaatein hai. J ab ek ghar se apne ghar jana hota hai, ladkiyo ki zindagi me toffan sa udh jata hai. S ab chod ke chal padi who bhi zindagi ki us rah par, peeche chodne pade the jab sapne aur rehna tha ek Parivar ban kar. P ar kuch saath se, kuch baat se, sapno ki dor ko kabhi na chodda, shaa...